Aaina Ab Juda Nahin Karta..
Aaina ab juda nahin karta, qaid mein hun rihaa nahin karta. Mustaqil sabr mein hai koh-e-giraan, naqs-e-ibrat sadaa nahin karta. Rang-e-mehfilRead More…
Aaina ab juda nahin karta, qaid mein hun rihaa nahin karta. Mustaqil sabr mein hai koh-e-giraan, naqs-e-ibrat sadaa nahin karta. Rang-e-mehfilRead More…
Maikhana-e hasti mein aksar hum apna thikaana bhool gaye, ya hosh mein jaana bhool gaye ya hosh mein aana bhool gaye. Asbaab toh ban jaate hain taRead More…
Main bhi khush hun koi uss se jaa ke keh dena, agar woh khush hai mujhe be’qaraar karte hue. Tumhen khabar hi nahin hai ki koi toot gaya, mohRead More…
Aaya hi nahin hum ko aahista guzar jana, sheeshe ka muqaddar hai takraa ke bikhar jana. Taaron ki tarah shab ke seene mein utar jana, aahat na hoRead More…
Abhi iss taraf na nigaah kar main ghazal ki palken sanwaar lun, mera lafz lafz ho aaina, tujhe aine mein utaar lun. Main tamaam din ka thaka hRead More…
Raat aankhon mein dhali palkon pe jugnu aaye, hum hawaaon ki tarah jaa ke usey chhoo aaye. Bas gayi hai mere ehsaas mein ye kaisi mehak, koi Read More…
Parakhna mat parakhne mein koi apna nahin rehta, kisi bhi aaine mein der tak chehra nahin rehta. Bade logon se milne mein humesha faasla rakhnRead More…
Khush rahe ya bahut udaas rahe, zindagi tere aas – paas rahe. Woh nahin hai toh uski aas rahe, ek jaaye toh ek paas rahe. Jab bhi kasne laga uRead More…
Acchha tumhaare shehar ka dastoor ho gaya, jis ko gale laga liya woh door ho gaya. Kaaghaz mein dabb ke mar gaye keede kitaab ke, deewana be padhRead More…
Apne har har lafz ka khud aaina ho jaaunga, uss ko chhota keh ke main kaise bada ho jaaunga. Tum giraane mein lage the tum ne socha hi nahin, maiRead More…