Sandeep Bhutani Poetry
Mar mar ke roz hi jeete hain, chal aaj toh khul ke jeete hain. Ab bas daftar aur nahin, Hairaan hun ab raftaar se main, Ab bas bhi kar chal jeete hain, Bheje ki bas kar dil ki sun, Ab hosh ki baat ka naam na le, Umeed pe duniya qaayam hai, Har mod pe mushqil taaq mein hai, Kuchh aur jo ab ke na ho sake, | मर मर के रोज़ ही जीते हैं, चल आज तो खुल के जीते हैं. अब बस दफ़्तर और नहीं, हैरान हूँ अब रफ़्तार से मैं, अब बस भी कर चल जीते हैं, भेजे की बस कर दिल की सुन, अब होश की बात का नाम न ले, उम्मीद पे दुनिया क़ायम है, हर मोड़ पे मुश्किल ताक़ में है, कुछ और जो अब के न हो सके, |
Sandeep Bhutani Poetry Collection
Subscribe Us For All Types & All Urdu Legend Poet’s Poetry. Ghazals, Poems, Poetry, Shayari, Shairi, Shair, Nazms, Sad, Life, Love.