Saaye Dhalne Charaag Jalne Lage..
Saaye dhalne charaag jalne lage, log apne gharon ko chalne lage. Itni pur-pech hai bhanwar ki girah, jaise nafrat dilon mein palne lage. Door Read More…
Saaye dhalne charaag jalne lage, log apne gharon ko chalne lage. Itni pur-pech hai bhanwar ki girah, jaise nafrat dilon mein palne lage. Door Read More…
Aainon mein aks na hon toh hairat rehti hai, jaise khaali aankhon mein bhi wehshat rehti hai. Har dum duniya ke hungaame ghere rakhte the, jab seRead More…
Ek aazaar hui jaati hai shohrat hum ko, khud se milne ki bhi milti nahin fursat hum ko. Roshni ka ye musaafir hai raah-e-jaan ka nahin, apne saayRead More…
Poochha kisi ne haal kisi ka toh ro diye, paani mein aqs chaand ka dekha toh ro diye. Naghma kisi ne saaz pe chheda toh ro diye, ghuncha kisi ne Read More…
Shor yunhi na parindon ne machaaya hoga, koi jungle ki taraf shehar se aaya hoga. Ped ke kaatne walon ko ye maloom toh tha, jism jal jaayenge jabRead More…
Patthar ke khuda wahan bhi paaye, hum chaand se aaj laut aaye. Deewaaren toh har taraf khadi hain, kya ho gaye meharabaan saaye. Jungal ki hawRead More…
Andar ka zehar choom liya dhul ke aa gaye, kitne shareef log the sab khul ke aa gaye. Sooraj se jung jeetne nikle the bewqoof, saare sipaahi mom Read More…
Masjidon ke sehan tak jana bahut dushwaar tha, der se nikla toh mere raaste mein daar tha. Dekhte hi dekhte shehron ki raunaq ban gaya, kal yahi Read More…
Saaye ghaTte jaate hain, jungle kaTte jaate hain. Koi sakht wazeefa hai, jo hum raTte jaate hain Sooraj ke aasaar hain dekho, baadal chhaTte Read More…
Raat itni jaa chuki hai aur sona hai abhi, iss nagar mein ek khushi ka khwaab bona hai abhi. Kyon diya dil uss buut-e kamsin ko aise waqt mein, dRead More…