Ghar Se Soch Ke Nikla Hun Ki Mar Jaana Hai..
Ghar se soch ke nikla hun ki mar jaana hai, ab koi raah dikha de ki kidhar jaana hai. Jism se saath nibhaane ki mat ummeed rakho, iss musaafir koRead More…
Born : 01/01/1950 [ Indore, MP, India.
Rahat Indori (Urdu: ڈاکٹر راحت اندوری ) (Hindi: डॉ. राहत इन्दोरी ) is one of the most acclaimed celebrity Urdu poet and a bollywood lyricist. Prior to this he was a pedagogist of Urdu literature at Indore University. Rahat Indori is known and loved amongst his millions of fans worldwide for his poetic brilliance and a very peculiar style of rendering ash’aars.
Read here on PoetryOne all Rahat Indori’s Poetry, Ghazals, Shayari, Politics, Love, Sadness and all other topics in Two line, Four line and full formats.
Ghar se soch ke nikla hun ki mar jaana hai, ab koi raah dikha de ki kidhar jaana hai. Jism se saath nibhaane ki mat ummeed rakho, iss musaafir koRead More…
Charaaghon ko uchhaala ja raha hai, hawa par raub dala ja raha hai. Na haar apni na apni jeet hogi, magar sikka uchhaala ja raha hai. Woh dekhRead More…
Chamakte lafz sitaaron se chheen laaye hain, hum aasmaan se ghazal ki zameen laaye hain. Woh aur honge jo khanjar chhupaa ke laate hain, hum apneRead More…
Andar ka zehar choom liya dhul ke aa gaye, kitne shareef log the sab khul ke aa gaye. Sooraj se jung jeetne nikle the bewqoof, saare sipaahi mom Read More…
Beemar ko marz ki dawa deni chahiye, main peena chahta hun pila deni chahiye. Allaah barkaton se nawaazega ishq mein, hai jitni poonji paas laga Read More…
Sirf khanjar hi nahin aankhon mein paani chahiye, aye khuda dushman bhi mujh ko khaandaani chahiye. Shehar ki saari alif-lailaayen burhi ho chuki,Read More…
Shajar hain ab samar aasar mere, chale aate hain daavedaar mere. Muhaajir hain na ab ansaar mere, mukhaalif hain bahut iss baar mere. Yahan Read More…
Main laakh keh dun ki aakash hun zameen hun main, magar usey toh khabar hai ki kuchh nahin hun main. Ajeeb log hain meri talaash mein mujh ko, waRead More…
Mere ashkon ne kayi aankhon mein jal thal kar diya, ek paagal ne bahut logon ko paagal kar diya. Apni palkon par sajaa kar mere aansoo aap ne, raRead More…
Kahin akele mein mil kar jhinjhod dunga usey, jahan jahan se woh toota hai jod dunga usey. Mujhe woh chhod gaya ye kamaal hai uss ka, iraada mainRead More…