Munawwar Rana – Maa – Part 5
Ab dekhiye kaun aaye janaaze ko uthaane, yun taar toh mere sabhi beton ko milega. Ab andhera mustaqil rehta hai iss dehleez par, jo humari muntazRead More…
Ab dekhiye kaun aaye janaaze ko uthaane, yun taar toh mere sabhi beton ko milega. Ab andhera mustaqil rehta hai iss dehleez par, jo humari muntazRead More…
Haadson ki gard se khud ko bachaane ke liye, maa hum apne saath bas teri dua le jaayenge. Hawa udaaye liye ja rahi hai har chaadar, puraane log sRead More…
Gale milne ko aapas mein duaayen roz aati hain, abhi masjid ke darwaaze pe maayen roz aati hain. Kabhi kabhi mujhe yun bhi azaan bulaati hai, shaRead More…
Iss chehre mein posheeda hai ek qaum ka chehra, chehre ka utar jaana munaasib nahin hoga. Ab bhi chalti hai jab aandhi kabhi ghum ki ‘rana maa Read More…
Hanste hue maa baap ki gaali nahin khaate, bachche hain toh kyon shauq se mitti nahin khaate. Ho chaahe jis ilaaqe ki zabaan bachche samajhte hain,
Read More…
Ye ehtraam toh karna zaroor padta hai, jo tu khareede toh bikna zaroor padta hai. Bade saleeqe se yeh keh ke zindagi guzri, har ek shakhs ko marnRead More…
Main dehshat-gard tha marne pe beta bol sakta hai, hukumat ke ishaare pe toh murda bol sakta hai. Yahan par nafraton ne kaise kaise gul khilaaye hRead More…
Mohabbat mein tumhe aansoo bahaana nahin aaya, banaaras mein rahe aur paan khana nahin aaya. Na jaane log kaise mom kar dete hain patthar ko, humRead More…
Maula ye tamanna hai ki jab jaan se jaaun, jis shaan se aaya hun usii shaan se jaaun. Bachchon ki tarha pedd ki shaakhon se main kudoon, chidiyonRead More…
Ab apni anaa se mujhe dar lagne laga hai, sehra mein na jaane kahin sar lagne laga hai. Aage ka safar sirf meri rooh karegi, ab jism bhi samaan-eRead More…