Saaqi Par Ilzaam Na Aaye..
Saaqi par ilzaam na aaye, chaahe tujh tak jaam na aaye. Tere siwa jo ki ho mohabbat, meri jawaani kaam na aaye. Jin ke liye mar bhi gaye hum,
Read More…
Saaqi par ilzaam na aaye, chaahe tujh tak jaam na aaye. Tere siwa jo ki ho mohabbat, meri jawaani kaam na aaye. Jin ke liye mar bhi gaye hum,
Read More…
Saaqi ki har nigaah pe bal kha ke pee gaya, leharon se khelta hua lehra ke pee gaya. Bekaifiyon ke kaif se ghabra ke pee gaya, tauba ko tod taad Read More…
Ishq ko be-naqaab hona tha, aap apna jawaab hona tha. Mast-e-jaam-e-sharaab hona tha, bekhud-e-iztiraab hona tha. Teri aankhon ka kuchh qusoorRead More…
Kaam aakhir jazba-e-beikhtiyaar aa hi gaya, dil kuchh iss soorat se tadpa un ko pyar aa hi gaya. Jab nigaahen uth gayi allah re meraj-shauq, dekhRead More…
Ishq ki daastan hai pyare, apni apni zubaan hai pyare. Kal tak aye dard ye tapaak na tha, aaj kyon meharbaan hai pyare. Saaya-e-ishq se khuda Read More…
Ishq mein lajawaab hain hum log, maahtaab, aaftaab hain hum log. Garche ahal-e-sharaab hain hum log, ye na samjho kharaab hain hum log. Shaam Read More…
Muddat mein woh phir taza mulaqaat ka aalam, khamosh adaaon mein woh jazbaat ka aalam. Allah re woh shiddat-e jazbaat ka aalam, kuchh keh ke woh Read More…
Mujhe de rahen hain tasalliyaan woh har ek taaza payaam se, kabhi aa ke manzar-e-aam par, kabhi hat ke manzar-e-aam se. Na gharaz kisi se na wastaRead More…
Tujhi se ibtida hai tu hi ek din inteha hoga, sadaa-e-saaz hogi aur na saaz-e-be-sadaa hoga. Humein maloom hai hum se suno mahshar mein kya hoga,
Read More…
Dard badh kar fugaan na ho jaaye, ye zameen aasman na ho jaaye. Dil mein dooba hua jo nashtar hai, mere dil ki zubaan na ho jaaye. Dil ko le lRead More…