Pompiye – Poem by Gulzar
Gulzar Poem Pompiye dafan tha sadiyon se jahan ek tehzeeb thi posheeda wahan shehar khoda toh tawaarikh ke tukde nikle. Dheron pathraaye hue waqRead More…
Gulzar Poem Pompiye dafan tha sadiyon se jahan ek tehzeeb thi posheeda wahan shehar khoda toh tawaarikh ke tukde nikle. Dheron pathraaye hue waqRead More…
Koi patta bhi nahin hiltaa, na pardon mein hai jumbish phir bhi kaanon mein bahut tez hawaaon ki sadaa hai. Kitne oonche hain ye mehraab mehal ke
Read More…
Main rozgaar ke silsile mein, kabhi kabhi uss ke shehar jaata hun toh, guzarta hun uss gali se.. woh neem-taariq si gali ! aur ussi ke nukkad pe uRead More…
Ek nazm meri chori kar li kal raat kisi ne.. yahin padi thi balcony mein! gol tipaahi ke ooper thi! whisky waale glaas ke neeche rakhi thi! nazm kRead More…
Aaj phir chaand ki peshaani se uthta hai dhuaan, aaj phir mehki hui raat mein jalna hoga.. aaj phir seene mein sulagti hui wazni saansen, phat ke bRead More…
Ek naql tujhe bhi bhejunga, yeh soch ke hi tanhaai ke neeche kaarban paper rakh ke main, oonchi oonchi aawaaz mein baaten karta hun.. Alfaaz utaRead More…
Ye raah bahut aasaan nahin jis raah pe, haath chhuda kar tum yun tanha chal nikli ho.. Iss khauf se, shayad raah bhatak jaao na kahin, har mod peRead More…
Be-yaaro-madadgaar hi kaata tha saara din.. kuchh khud se ajnabi sa, tanha, udaas saa.. saahil pe din bujhaa ke main, laut aaya phir wahin, sunsaaRead More…
Chalo in baadlon ki saari paraten chheel ke dekhen zaroor in ke labaadon mein kahin poshida jeben bhi lagi hongi Tatolen inn ki jeben… aur dekhRead More…
Ek nadi ki baat suni Ek shayar se poochh rahi thi Roz kinaare donon haath pakad ke mere Sidhi raah chalaate hain Roz hi toh main Naav bhar kar, pRead More…