Aa ke patthar toh mere sehan mein do chaar gire, jitne us ped ke phal the pas-e deewaar gire.Aisi dahshat thi fazaaon mein khule paani ki, aankh jhapki bhi nahin haath se patwaar gire. Mujhe girna hai toh main apne hi qadmon mein girun, Teergi chhod gaye dil mein ujaale ke ḳhutoot, Kya hawa haath mein talvaar liye phirti thi, Dekh kar apne dar-o baam laraz jaata hoon. Waqt ki dor ḳhuda jaane kahan se toote, Hum se takra gayi ḳhud badh ke andhere ki chattaan, Kya kahun deeda-e tar ye toh mera chehra hai, Haath aaya nahin kuchh raat ki daldal ke siwa, Woh tajalli ki shuaayen thin ki jalte hue par, Dekhte kyon ho ‘shakeb’ itni bulandi ki taraf, |